Topics: Education (244) Maths (238) English (287) Science (74) Lyrics (870) Videos (850) Bollywood (32) Tollywood (71) Michael Jackson (154) IIT JEE (41)

Action Replayy c

Nakhre - Action Replayy

Hindi / Bollywood Movie Song Lyrics

Song Name: Nakhre
Film/Album: Action Replyy
Singer(s): Francois
Music Director: Pritam
Lyricist: Irshad Kamil
Length: 5:34
Music Label: T-Series

Awaaz neechay

Nakhre, nakhre, nakhre hai na takre
Nakhre, nakhre, nakhre tu peechay hi rakh le
Nakhre, nakhre, nakhre hai na takre
Nakhre, nakhre, nakhre tu peechay hi rakh le

Pyaar mohabbat pyaare jhooth hain
Ladki gum ka basic root hai
Pyaar mohabbat pyaare jhooth hain
Ladki gum ka basic root hai
Main toh inka roop jaal hai
Dujhe baatein golmaaal hai
Teejhay inke nakhre khaam aa kha

Beshak dikhne mein yeh cute hain
Ladki gum ka basic root hai
Beshak yeh dikhne mein cute hain
Ladki gum ka basic root hai
Main toh inka roop jaal hai
Dujhe baatein golmaaal hai
Teejhay inke nakhre khaam aa kha

Nakhre, nakhre, nakhre hai na takre
Nakhre, nakhre, nakhre tu peechay hi rakh le
Nakhre, nakhre, nakhre hai na takre
Nakhre, nakhre, nakhre tu peechay hi rakh le

Who's that girls gotta going on
Who's that girls gotta going on
She's got the moves
She's knows how to just do it
Yeah that girls gotta going on
So cool, she's gotta going on

Ladki patana hai kala
Lekin hai risky maamla
Majnu sa ban ke jhoola woh
Ghote khud apna hi gala
Aashiq pitaayi bandh ho
Ban jaaye aisa koi law
Jiska koi ho na boyfriend
College mein do na daakhila
Burf bhi aagey inke mute hai
Ladki gum ka basic root hai
Burf bhi aagey inke mute hai
Ladki gum ka basic root hai
Main toh fashion roz roz hi
Dujhe chunta weight loss ki
Teejhay inke nakhre khaam aa kha

She's gotta going on
She really turns me on
Trust me crazy, everytime I see you
She makes me fat

Ladki jab banti premika
Band bajaaye chain ka
Udne lagte hain baad bhi
Udh jaata circuit brain ka
Patri pe baitha aadmi
Raste phir dekhe train ka
Har banda inke saamne
Ban jaaye dhakkan train ka
Sacchayi yeh kadwa ghooth hai
Ladki gum ka basic root hai
Sacchayi yeh kadwa ghooth hai
Ladki gum ka basic root hai
Hai toh roye baat baat pe
Dujhe khatron mulakaat pe
Teejhay inke nakhre khaam aa kha

Nakhre, nakhre, nakhre hai na takre
Nakhre, nakhre, nakhre tu peechay hi rakh le
Nakhre, nakhre, nakhre hai na takre
Nakhre, nakhre, nakhre tu peechay hi rakh le ..

Action Replayy c

O Bekhabar - Action Replayy

Hindi / Bollywood Movie Song Lyrics

Song Name: O Bekhabar
Film/Album: Action Replyy
Singer(s): Shreya Ghoshal
Music Director: Pritam
Lyricist: Irshad Kamil
Length: 4:29
Music Label: T-Series

O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah
Dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha ..

O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan
Chaahungi main yuhin tujhe bepanha
Haan tujhko khushi sa labho pe saja loon
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha ..

Roop hoon teri dhoop hoon
Tu suraj hai mann ka mere
Ya ghani main hoon roshni
Ab chalte hoon dhalte hoon tujhko hi
Haan mere ik pehar, tu kahe thehar
Toh jaaon nagar se tere
Har ghadi mushkilon bari
Kyun lagti hai jo bhi badalti hai bin tere
Tu mile toh silsile, ho ho shuru jo hai khuda ki raza
Tere bina hai zindagi bemaza
Tu mil jaaye toh main jahan se chhupa loon
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon
O bekhabar

O pyaar bhi yun kabhi kabhi
Kar deta pareshaaniyan
Har jagah wohi woh lagey
Woh aashiq anari jo dil de ke leta
Ya paas bhi ho woh door bhi
Yeh kyun ho woh batlaaye na
Dil darre minnate kare
Ab usko yeh bolo ke aaye toh jaaye na
Bewajah, agar ho pata, kya hai yahi dil ki khata ki saza
Khud mein hi main, hoti hoon kyun laapata
Main janu na iss dil ko kaise sambhalun
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha ..

Action Replayy c

Zor Ka Jhatka

Hindi / Bollywood Movie Song Lyrics

Song Name: Zor Ka Jhatka
Film/Album: Action Replyy
Singer(s): Daler Mehndi, Richa Sharma
Music Director: Pritam
Lyricist: Irshad Kamil
Length: 4:15
Music Label: T-Series

Now you can do it like this
Take it to the level, you can do it like that
Shake it to the right
All my ladies and my man and my mans and my ladies ..

Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Yeh hai udaasi, jaan ki pyaasi
Shaadi se achcha tum le lo faansi
Laakhon dukhon ki hoti hai ye wajah, haan wajah
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza

Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Na kar shaadi, yeh barbaadi, phir na pacchtaana
Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Na kar shaadi, yeh barbaadi, phir na pacchtaana
Haan mauka hai pagle, shaadi se bachle
Samjha le dil ko yeh shaadi ko machle
Shaadi ke mandap se tu khud ko bhaga, haan baga
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga

Sabse pehle shaadi thi, yaaron jahan mein jisne ki
Usko dhoondho, pakdo peeto, galti usne ki
Sabse pehle shaadi thi, yaaron jahan mein jisne ki
Usko dhoondho, pakdo peeto, galti usne ki
Woh tha saudai, banke kasai
Usne toh sabki lutiya dubayi
Paani mile na maaro aisi jagah, haan jagah